Main tumhare bachche ki maa banne wali hoon.
in kutto ke saamney mach nach na #basanti
Thappar se darr Nahin lagta saab pyar se lagta hai #Sonakhsi
Mard ko Dard nahi hotha!#amitabh
"Inspector saab, kuchh badmaash mere peechhe padey hain, please mujhe bacha lijiye!"
Aisa to aadmi life mein doich time bhagta hai,olympic ka race ho ya police ka case ho
"Kitne Aadmi Thei?" #Gabbar Singh
Inspector, apni bandook neeche phenk do
chhod do, mein tumhare aage haath jodti hoon, bhagwan ke liye mujhe chhod do
Inhe Dawa nahin, Dua ki zaroorat hai
Maa mujhe naukri mil gayi
kanoon ke haath bahut lambe hote hai
"Dekhne me to kisi shareef gharane ke lagte ho"
mere paas maa hain....
muje kuch na karooo..please......
Jinke Ghar Shishe ke hote hain. Wo dusro ke ghar par phatthar nahin mara karte
yeh bachaa giraa doh
Bye daddy , mein apne saheliyon ke sath picnic peh jaa rahin hun ;)
jinke ghar sise ke hote hai woh kapde store room mein badalte hain
"Mujphe ek ehsaan karna, ke mujhpe koi ehsaan mat karna" - Salman Khan in BODYGUARD
"Police waale ko tokne ka anjaam patha hei kya? Ikkis saal jail aur tukkai alag se.. Aur ussi police waale ne agar tumhe tokka, toh promotion alag se aur bahduri ka medal bhi." Salma Khan in DABANGG
"Varna Chhedi Singh, hum tumpe itne chhed karenge, ki confuje ho jaooge saas kaha se le aur paade kaha se" Salman Khan in DABANGG
"Zindagi mein teen cheez kabhi underestimate mat karna. I, ME & Myself" Salman Khan in READY
"Main Modern jamane ka kutta hun... wooow wooow woooow"
"Bhagwan ke pehle ya baad agar koi cheez hai, toh woh hai dhan daulat rokda" Emraan Hashmi in MURDER 2
"Ek baar maine commitment kar di, toh phir mai apne aap ki bhi nahi sunta" - Wanted
"Risk toh spiderman ko bhi lena padta hai, mai toh fir bhi ek salesman hoon" - Rocket Singh - Salesman of the Year.
"Tune bhai ko bataya nahi? bhai ekdum sanjay dutt lagta hai yaar... wohi body, wohi facecut, vaastav ka tika... vasuli bhai, maine raju hirani se baat ki hai, agli pikchar mei aapko launch kar raa hai..." Arshad Warsi in GOLMAAL
"Tune bhai ko bataya nahi? bhai ekdum sanjay dutt lagta hai yaar... wohi body, wohi facecut, vaastav ka tika... vasuli bhai, maine raju hirani se baat ki hai, agli pikchar mei aapko launch kar raa hai..." Arshad Warsi in GOLMAAL
"Jo apne maa ki izzat nahi karta mein unka baap banke aata hoon" - Once Upon A time in Mumbai
"Jab dost banake kaam ho sakta hai, toh dushman hi kyu banaye?" ... Ajay Devgan in Once Upon A time in Mumbai
Dard aur Mard main Da aur Ma ka fark hota hai... द aur म bole to Dum! Dialogue from movie LAFANGE PARINDEY
Zindagi ho toh smuggler jaisi, saari duniya raakh ki tarah neeche aur hum dhuen ke taarah upar. Dialogue from Once Upon A Time In Mumbaai
Zindagi ho toh smuggler jaisi, saari duniya raakh ki tarah neeche aur hum dhuen ke taarah upar. Dialogue from Once Upon A Time In Mumbaai
Hum jaha khade ho jaate hai line wahise shuru hoti hai...
Agar tune mujhe phir se hath lagaya to hath todkar aisi jagah gusa dunga ke jindgibar khana khana bhi muhse padega aur nikalna bhi.
Iqbal sahab agar ek kagaz par mohor nahin lagegi to kya tara Pakistan nahin jayega ........
tere dil me meri saanson ko panaah mil jaae tere ishq me meri jaan fanaa hojaae
John in Taxi 9211: Tumne mera meter down karne ki koshish ki hai raghu. Ab mein tumhara meter down karunga
kiska vishwas jitna buhut asaan hain, ussay thodna usse zyada assan hain lakin mushkil hain usse nibhana
Saale is line mein me tumhara baap hu..
Ajay Devgan in Kaal : "kuch log shikar karne aate hai.. kuch khud ban jate hai"
No comments:
Post a Comment